Saturday, October 10, 2009

pyar ne ye kaisa tohfa de diya

pyar ne ye kaisa tohfa de diya

mujhko gumo ne pathar bana diya

teri yaadon main hi kat gayi ye umar

kehta raha tujhe kab ka bhula diya

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Dil ke chhalon ko koi shayari kahe, to dard nahi hota

Takleef to tab hoti hai, Jab log wah-wah karte hain

Apne hisse ki zindagi to hum kabke jee chuke,

Ab to sirf dhadkanon ka lihaj karte hain,

Kya karen is duniya walon ka,

Jo aakhari dhadkano pe bhi aitaraz karte hain.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Ya khuda maaf karna tere is gunehgaar bande ko,

Jo tumhari chamatkaar me dakhil hota hai,

Sirf ye poochne ke liye aaya hu mein,

Ke kyun har raat tanhai mein mera dil rota hai...

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

kitna bebas hai insaan apni kismat ke aage,

kitna benoor hai sapna haqueequat ke aage,

koi ruki hui dhadkan se pooche ,

kitna tadapta hai dil mohhabbat ke aage.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

AAYE THEI TUM HAMARE DIL MEIN BASNE KE LIYE

HAMEIN HI UJAAR KAR CHAL DIYE

JAB DIL NE HUMSE KIYE SAWAAL

TOH HUM KHUD PAR MUSKURAAKAR CHAL DIYE.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Jina chahte hain mgar zindgi raas nahi aati,

marna chate hai mgar maut pass nahi aati,

bhut udas si hai zindgi,

unki yaadein bhi tadpane se baz nahi aati.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

vaade bhi unho ne kya khoob nibhaye hein,

zakham muft aur dard tohfe mein bhijvaaye hein,

is se badkar wafadaari ki misaal kya hogi,

maut se pehle hi unho ne KAFAN le aayen hein.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

vo yaad aaye bhulate bhulate,

dil ke zakhm ubhar aaye chupate chupate,

sikha tha jise dekh ke muskurana,

usi ne aaj rulaya hasate hasate

Faasle mita kar aapas mein pyar rakhna

Faasle mita kar aapas mein pyar rakhna,

pyar ka rishta yu hi barkaraar rakhana,

bichar jae kabhi aap se hum,

to ankho mein hamesha hamara intezaar rakhna..

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

kuchh beete hue lamho se mulakat hui

kuchh tute hue sapno se baat hui

yaad jo karne baithe un tamam yado ko

to aapki hi yaado se shuruat hui

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

UNHE KISSA-E-GAM SUNATE SUNATE

KATI RAATEIN AANSU BAHATE BAHATE

KAHI BUJH NA JAYE CHIRAAG-E-TAMANNA

CHIRAAG-E-MOHABBAT JALAATE JALAATE

KISSI KO KHABAR HI NAHI LUT GAYAA HU

MOHABBAT KI DUNIYA BASATE BASAATE

KEHDE KOI UNSE.....

WO KHUD BAAZ AAYE APNE SITAM SE

HUM THAK GAYE HAIN MANATE MANATE.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Dariya wafaoo ka kabi rukta nahi,

Mohabat me insaan kabhi jukta nahi,

Hum chup hai kisi ki khushi ke liye,

aur wo sochte hai dil hamara dukhta nahi.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Apno ne Zehar ka jaam de diya,

Gairon ne Bewafa naam de diya.

Wo jo kehte they bhul na jana hume,

Aaj unhone hi bhari MEHFIL me ANJAAN keh diya....

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Bahut tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,

Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki.

Usi ka karz hai, jo aaj hai aankhon mein aansoo,

Saza mili hai humein muskurane ki !

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Hum ne jab kiya dard-e-dil ko baya, to sher ban gaya,

Logo ne suna wah wah kiya, dard aur badh gaya.

Mohobbat ki paak rooh mere shero me hai,

Ek likha gam kam karne ke liye to gam aur badh gaya.

Kisi ki yaadon ne pagal bna rakha hai

Kisi ki yaadon ne pagal bna rakha hai,

mar na jau khi kafan sila rakha hai,

dosto dafne se pehle mera dil nikal lena khi woh na dafan ho jaye

jisse is dil me basa ke rakha hai.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Kisiko apna banane me der lagti hai,

ek vada nibhane me der lagti hai,

pyar to pal bhar me ho jata hai,

magar unhe bhulane me der lagti hai..

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Pyar ke ujalo me gum ka andhera kyu aata hai,

Jisko hum chahte hai wohi kyu rulata hai,

Mere khuda agar wo mera naseeb nahi

To aise logon se kyu milata hai

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Uski yaadon se dil ko abaad kya karein

Jisko bhulay he nahi usay yaad kya karein

Jab apne he hathon Ujaad de zindagi apni

Phir ghairon se jaker is ki Fariyad kya karein!!!

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*
Tamaam umar zindagi se door rahe,

Apki khushi ke liye apni khushi se door rahe.

Ab is se badkar wafa ki saja kya hogi,

ke aapke hokar bhi aapse door rahe...!!!

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Zindagi hai nadan isliye chup hoon,

Dard hi dard subah shaam isliye chup hoon,

Keh deta zamane se dastan apni......

Usme ayega tera naam isliye chup hoon.....

jiski aarzoo thi woh dilbar na mila

jiski aarzoo thi woh dilbar na mila,

barso jiska intazar kiya woh pal na mila.

ajib khel hai ye muhobbat ka,

kisiko hum na mile to koi humko na mila.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

gam ne hasne na diya zamane ne rone na diya,

is uljjan ne chain se jine na diya.

thak ke jab sitaro se panah li,

neend ayi to teri yaado ne sone na diya.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Ye pyari nigahein yaad rahengi,

milkar na milne ki ada yaad rahegi,

mumkin nahi ki main tumhe bhula dun,

aur umar bhar tumhe bhi meri yaad rahegi.
~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Jaan kar bhi woh Mujhe jaan na paaye,

Aaj tak woh Mujhe pehchaan na paaye,

Khud hi kar li bewafai humne,

taaki unpar koi ilzaam na aaye…

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Mehkhane me jam tut jata hai,

ishq me Dil tut jata hai,

Na jane kya rishta hai in Dono me,

jam tute to ishq yaad Aata hai,

Dil tute to jam yaad Aata hai...

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Tha koi jo mere dil ko zakham de geya,

Zindgi bhar jeene ki Qasam de geya,

Lakhon phoolon me se ek phool chuna tha main ne,

Jo kanton se bhi gehra zakham de geya

Insaan ki takdir

insaan agar pyar me gira,

to gum me pad hi jata hai,

Kyunki pyar chaahe jitna bhi karo,

thoda sa to kam pad hi jata hai.

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

takdir unki jo hume aazmaye baithi hai,

aaye hai mehfil me magar dur jakar baithe hai.

nazro se mile nazar to bat ho,

afshosh ki woh nazre jukaye baithe hai.

Aap soch rahe hai

Aap soch rahe hai ki aap ko bhula rakha hai,

aap ko dil mein chhupa rakha hai,

koi dekh na le aapko isiliye,

aankhon ki palkon ko jhukha rakha hai

meri chahtain

meri chahtain tum se alag kab hain....

dil ki battain tum se chuppi kab hain....

tum sath rahoo dil main dharkan ki jagga...

phir zindagi ko sansoo ki zaroorat kab hai...

Tum kya jano

Tum kya jano kaise pilai jati hai,

Kholne se pahele bottle hillai jati hai,

Fir aawaz lagai jati hai – aa jao tute dil walo,

Yaha dard-e-dil ki dawa pillai jati hai.

Wo ankhon me ashq

Wo ankhon me ashq liye baite hai,

Hum bhi unki pyar me pagal huye baite hai,

Hum toh jaan dene ko bhi tayyar hai,

Magar woh hamari jaan bankar baite hai.

Muskaan

Muskaan tera hontho se kabhi jaye na

Aansoo teri palko pr kabhi aaye na,

Poora ho tera har kwab,aur jo pura na ho,

Vo kwab kbhi aaye na .

~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*~*

Har Subhah Teri Muskarati Rahe,

Har Shyam teri Gungunati Rahe,

DOST tu Jise se bhi Mile,

Her Milane walo Ko Teri Yaad Aati Rahe

teri mohabat me mein khuda k sajde karta raha

teri mohabat me mein khuda k sajde karta raha

tujhe paya nai par na kho du kahin isliye bas darta raha

tu na mili par is baat ka gam nai hai mujhe ratti bhar

gam ye hai ki tujhe pane ki khawahish aur koshish hardam karta raha

Hakikat na puch

Hakikat na puch mere fasane ki,

Tere jate hi badal gayee najar jamaane ki,

Log kahete hai ki khush hu mai,

Lekin meri to aadat hai gum me muskurane ki.

Tu kahi bhi rahe

Tu kahi bhi rahe tujh par ye iljam to hai,

Tere hatho ki lakiro me mera naam to hai,

Tu mujhe apana maan na man,

Tu jamane me mere naam se badnam to hai.

teri mohabat me

teri mohabat me mein khuda k sajde karta raha

tujhe paya nai par na kho du kahin isliye bas darta raha

tu na mili par is baat ka gam nai hai mujhe ratti bhar

gam ye hai ki tujhe pane ki khawahish aur koshish hardam karta raha

Hakikat na puch mere fasane ki